Breaking

Monday, April 15, 2019

AAYA ME AAYA TEHELKA MACHANE OFFICIAL SONG LYRICS

haa haa haa kya bolti public apan
aageile hai machaane ko kya tehelka.

apun toh aake laga diya aag tu apun se
jale ab tu yaha se bhaag
are to toh kala raat hai me suraj
jaise uzala tu sabko karke bata re
public me jata raa , chote ek haath se
kar dushre haath ko pata bhi na diya ,
karne chal aise hai hum samja kya
are me khud ek mysterious tu mujh ko kya
samaj paiga tu khud ka dekh , mujh ko kya dikhaiga
aakh dikhaiga. bhot maar khaiga

kuch na samaj log mere pith peeche karte hai burai
aur sikhayat , or jab samne mile toh puchte hai aur bhai khairiyat
dikhwe ke

aaya me aaya tehelka machane jo kuch bhi khe raha he usse kar ke dikhane
aaya me aaya tehelka machane gj15 se tehelka machata
sab mujhe khete macho man aaj jo kuch bhi hoon bas khuda ka den hai

mere pit peeche na karna waar nahi toh
me bhi 1 man army uthega toofan
 to phelwaan toh me bhi balwaan agar tu
shaitaan toh me bhi insaan .

mere saath macch macch nai karne ka
mujhse jara bacch ke rahne ka beta
tu aande me hai , tu re aande me
mujh se na le tu panga , apna
alag hai funda me desi handsome sa munda

jasan,jasan,jasan, dance karenge
nachenge gayenge or kya mefil jamaiyenge
hokka marenge apni pareshaniyo ko
dhuve me uddayenge

aaya me aaya tehelka machane jo kuch bhi keh raha
usse kar ke dikhane aaya me aaya tehelka machane
gj15 se machane sab ko dikhane jalne wale ko or jalane

ha karle jitana bhi tu antar santar nahi chalega tera
mantar tu apna khota dhanda band kar q ki apun ka
he dariya dil samandar ,tu rehna apne aukat ke andar.

ab bajega sajega machega hungama gj15 se macha ra
tera bhai ab me machane ko aaya tabahi tabahi tabahi
q fat ke haat me aai

ab dangal machega seeda jungle wala sher koi
mujhe aake bhide usko seeda dheer.

gujarat se mumbai,mumbai se delhi,delhi se dubai
mere fans followers fake nahi khali tu bhoka kiya
tune check nahi.

mashur hua mera fans followers or meri maa ki dua,
or piyaar he fir mere dost or baaki sab yaar he,
are tera band hojaiga brain jab miya bhia ke
laako me honge fans isleye bantai ,
don't forget remember me in your dua,
q ki aaj jaha hu me khada meri mehnat
or tumlog ki dua.

ha jab kuch nahi tha toh dunyia nahi jaani
aaj dekh mujhe duniya dur se pehchaani.

apun apne naake pe pite he chai kuch
log bante hai bhai karte he ladai jeb
me paisa nahi hota he der or dhai fir bhi banjate bhai

bole to ek number he tera bidu
apna time aaiga nahi
ab dekh apun ka time shuru

sun agar tujh me he dum toh tera
bantai bhi nahi kisi se kaam
bus upar waale ka karam aage chale
hum kuch log jal jal ke phate jaise
gola barud bum, agar tu bahubali toh
apan bhi dabangg khatam...

No comments:

Post a Comment