O RABBA SHUKAR TERA LYRICS
O rabba sukar tera
o rabba sukar tera
dhundha jise maine dono jahan
jiske bina mera ghar tha makan
ek hi daulat thi meri jo
chali gayi thi jaane kahan
aaj aankhon mein sapna lauta
aaj to mera apna lauta
aaj aankhon mein sapna lauta
aaj to mera apna lauta
o rabba shukar tera
o rabba shukar tera
jo hansi hoth tak le aaye
aisi koi baat hui na
nau bahe kagaj ki jismein
tujh bin wo barshat hui na
saari umar ki barish lauti
aaj to dil ki khwahish lauti
saari umar ki barish lauti
aaj to dil ki khwahish lauti
o rabba sukar tera
o rabba sukar tera
O rabba sukar tera
o rabba sukar tera
dhundha jise maine dono jahan
jiske bina mera ghar tha makan
ek hi daulat thi meri jo
chali gayi thi jaane kahan
jiske bina mera ghar tha makan
ek hi daulat thi meri jo
chali gayi thi jaane kahan
aaj aankhon mein sapna lauta
aaj to mera apna lauta
aaj aankhon mein sapna lauta
aaj to mera apna lauta
aaj to mera apna lauta
aaj aankhon mein sapna lauta
aaj to mera apna lauta
o rabba shukar tera
o rabba shukar tera
o rabba shukar tera
jo hansi hoth tak le aaye
aisi koi baat hui na
nau bahe kagaj ki jismein
tujh bin wo barshat hui na
aisi koi baat hui na
nau bahe kagaj ki jismein
tujh bin wo barshat hui na
saari umar ki barish lauti
aaj to dil ki khwahish lauti
saari umar ki barish lauti
aaj to dil ki khwahish lauti
aaj to dil ki khwahish lauti
saari umar ki barish lauti
aaj to dil ki khwahish lauti
o rabba sukar tera

No comments:
Post a Comment